As-Salam Alekum Aamir,Masha Allah mai ney pora sunna, bohat see burrai yan mujhe laga moojh main hain, main nay note keen hain Insha Allah puri koshis karoon gee dour karnay ke. Dua goo ap ki bari bhan. ap bhee mujhee meray bachoon ko duan mmain yaad rakhi ga.( Ameen)