AsSaLam waLaIkUm Aamir bhAi, aap k sub kalam ramzan k buhat achi hoty ha. hum ko har sal un ka wait hotha hai. aap geo par zayada achy lagthy thy. allah hafiz
Asalamualekum Aamir bhai i like u very much muge apka programme aalim online bhut pasand hai apki batain waqai humay ek sacha musalman honay ki tarf raghib karti hain khuda apko aur humko marty dum tak eman ki dulat se malamal karay Aameen from Urooj waseem ahmed karachi.
MashaAllah ramzan as salam nay tu dil por noor kar dia aamir bhai n ur going soperb fantastic isi tarhan sari donia main islam ka bol bala kartay rahain. Allah aap ko umer darazi-e-bil khair ata farmaye Ameen
Assalmualkium to all
i m arslan from sultanbad karachi.
aamir bhai ap ka program alhumadulilah hum logon nay ramzan may dakhna shuru kiya aur pahlay ramzan sy apka program rozana dakhtay a rhay hain aur maray walid walda aur bhai bahn sub dakhtay hain aur pasand bhi karaty hain mari yahi dua hay k apka program din dugni raat chugni traqi karay
ALLAh pak apko aur apk sath kam karnay walay tamam afrag ko kamiyab karay(AAMEEN)
duaon ka talib
ARSLAN ATTARI
SULTANBAD
03462640971
aamir bhai ap hamesha khush raho aur is bar dua may mara aur mari famliy k lyay khas dua karny plz mara name hai Azam Ahmed aur Maray Father ka name hai Muhammad Aslam aur mother ka name hai Yaseem Aslam plz hamar name lay kar dua kariyay ga plz
Dear aamir bhai:
as salaam alaikum,how r u i m m. zeeshan hashmani
i watch ur programe daily and at this time i m listening ur naat.ramdan as salaam. i fond of naat of naat.amir bhai please send me ur email adderess so that i could email u easily.please remember us on ur pray.
Thanks M. Zeeshan hashmani: